कड़ी : प्रेमचन्द की कहानियाँ
सी-डॅक की साइट पर अनेकों ई-पुस्तकें उपलब्ध हैं। इन में से मेरी मनपसन्द हैं मुंशी प्रेमचन्द की कहानियों वाली ई-पुस्तकें। यह ई-पुस्तकें वर्ड फाइलों के रूप में उपलब्ध हैं और हर फाइल में ३ से ६ कहानियाँ हैं। सीडॅक ने यह बहुत उत्कृष्ट काम किया है। पर इन्हें पढ़ने और खोजने में मुझे कुछ दिक्कत होती रही है — एक तो वर्ड में खोलने पर अक्षरों के बीच में बहुत ज़्यादा जगह दिखती है (हाँ वर्डपैड में बढ़िया पढ़ी जाती हैं)। दूसरे यह खोजना पड़ता है कि कौन सी कहानी किस फाइल में है और कहाँ पर है। इस समस्या का समाधान करने के लिए मैं काफी समय से सोच रहा था कि इन को ऍचटीऍमऍल में रूपान्तरित करूँ, पर शुरू करने पर भी यह काम अधूरा छूटा हुआ था। अब ब्लॉगस्पॉट ने काम और आसान कर दिया। पिछले हफ़्ते से लग कर मैं ने इन सौ से ऊपर कहानियों को ब्लॉगस्पॉट पर चढ़ा दिया, ताकि सब लोग हिन्दी के महान कहानीकार मुंशी प्रेमचन्द की कहानियों का आनन्द ले सकें। अभी कुछ काम बाकी है — कुछ कहानियाँ अपलोड करनी बाकी हैं, और कई जगह पर वर्तनी की त्रुटियाँ हैं, उन को ठीक करना है। उम्मीद है इस हफ्ते में यह काम भी पूरा हो जाएगा। तो आनन्द लीजिए प्रेमचन्द की कहानियों का।
अपनी राय इस प्रविष्टि पर टिप्पणी के रूप में दें।
ईमेल से प्राप्त करें
JITANI BHI KAHANIYA MAINE PADHI WO MERI DIL KO CHU GAYI. MUJHE BAHUT PASAND AYI.
आपका प्रयास सच में सराहनीय है…जितनी प्रशन्सा की जाये कम ही पडेगी।
सभी हिन्दी प्रेमीयों कि ओर से आभार व धन्यवाद स्वीकार करें.
this is one of the best blogs I have ever visited.
Keep up this good work
thanks
aapke dwara jo premchand ki khaniya pdne ko mil rhi ha uske aapka kafi sukrgujar rhuga.
wah bhi wah! badhai-badhai.fir bhi kam. shabd nahi prashansa ke liye. kaise-kaise sadhu hain duniya men. tabto sakaratmak karya ho rahen hain. munsi premchan ko ab log bhoolne lage hain. unhe lajaane ya fir jhakjhorne ke liye aapka pryas nishchitrupse badhai ka patra hai.
meri kamna hai ishwar aapki aayu bahut-bahut lambi karen.
Aap ka mitra ARUN KUMAR JHA. 919304697687. RAnchi. JHARKHAND
वैसे, मुंशी प्रेमचंद को पसंद करने वाले लोगों से मेरी गठजोड जल्द बैठ जाती है
फणीश्वरनाथ रेणु और अमरकांत को भी हो सके तो पढें, इन सभी में एक चीज कॉमन है और वह है देशज शैली। अनुभूति या अभिव्यक्ति नाम के वेबसाइटों पर इनके एकाध लेख हैं। दोपहर का भोजन ( अमरकांत) हो सके तो एक बार पढ लें। ये रहा लिंक –
http://www.abhivyakti-hindi.or.....hojan1.htm
मैं भी क्या-क्या बिन मांगे सलाह दे बैठा। दरअसल आपके प्रेंमचंद प्रेम को देखकर कुछ साहित्यिक रौ में आ गया
आप के काम की जितनी तारीफ की जाए वो कम है .
एक कहानी मैंने स्कूल में पढ़ी थी वो नहीं है — बूढी काकी
उसकी शुरू की एक पंक्ति भी याद है . बुढापा बहुदा बचपन की पुनरावृति होता है
i read in 9class
bachpan se hi munshi ji ki kahaniyon ne mujhe akarshit kiya hai
unki kahaniyan sachmuch dil choo leti hain
meine unki kaeen kahaniyan padhi hain par aapke dwara di gayi kahaniyan pahli baar pad rahi hoon aur inhi kahaniyon ko kaeen saalon se dhoond rahi thi
aapke prayaas ke liye aapko tahe dil se shukriya ada karti hoon
asha hai ki aap hi ki tarah mahaan lekhko ko bhartiya sanskrati mein kayam rakhne waale insaano se aage bhi mulaqat hoti rahegi
dhanyawad
hi
it is realy the best work.I have no words to say.please upload novels too.
Your and only your
vijay
thanks it’s graet work raman ji!
Hi
I am Mandeep Kumar. Premchand ji ke likhe hue novel, stories mujhe bahut pasand hai. wo bahut achhe, ek nayab writer the. Mere paas unke liye koi word hi nahi hai. Please New novel upload kare. exe Godan, Gaban etc.
sochti thi ki english main hi sahitya uplabdh ho sakta hai internet par. lekin hindi main aur vah bhi premchand jaise mahan sahityakar ki rachnaen padhkar to jaise main nihal hi ho gayi. ye sari kahaniyan har yug main prasangik hain . zara dhyan se padhne par nayi peedhi ko in kahaniyon main apne kayi prashno k utar mil sakte hain . manovegyanik star par in kahaniyon ki kitni uoyogita hai aur kitni sarthakta hai ise to padhnewala hi samajh sakta hai.
apka hardik abhar…
MUNSHI PREM CHAND JI KI KAHANIYA HUM BACHPAN SE PADTE AYE HAI
UNKI KAHANIYA MUJHE BAHUT AATI HAI . KAHANIYA PADTE TIME ESA LAGATA HAI JAISE HUME KAHANIYA PAD NAHI RAHE DEKH RAHE HAI…….
I am teacher and teaching hindi in jr. coll. I want to joint this site there are many story but poos ki raat is very nice
I would like to work with you.I can type and send some other stories and novels by Munshi Premchand (other also, if you like) by Email.
Plz eMail me if you want a helping hand or not.
Mujhe lagta hai ki hindi ke utthan ke liye kam karna pratyek hindibhashi ka kartavya hai.
Eegarly waiting for your answer.
आपका प्रयास सच में सराहनीय है…जितनी प्रशन्सा की जाये कम ही पडेगी।
सभी हिन्दी प्रेमीयों कि ओर से आभार व धन्यवाद स्वीकार करें.
Munshi Prem chand work is exceptional and after reading it, one feels permanent effect of its happenings. It goes deep into the heart. Today’s writers should learn from this great writer of his time.
thanks for considering his work worth translating in this mordern world.
Ashok
Raman bhai, Mere pas shabd nahi hai, main kaise aapko dhanyavad kahoo!! Aapne in kahaniyo ko online uplabdh karake bahut hi badhiya kam kiya hai.. Isake liye main aapka dil se aabhari hoon!!
aapne bada molik karye ikyaa hai.sakoliye aapko dhanyawad dena kafi nahi hai.
mere pass shabd nahin hai batane ke liye ki mujhe nirmla padkar kitna achha laga.plz kshish karen ki aur bhi novel ko download karen.
Ramakant ji ki rachna ‘Dophar ka Bhojan’ padhkar aisa laga jaise kaleja bahar nikal jayega. Kirpya kar ke Ramakant ji ki kuch aur kahaniya download ki jaayein.
filhal main ksa se hoon.
mujhe munsi premchand ji ke kabitaye bahuti pasand hote hain, bahut pahelese sunta aaraha thaa ki kabi munsi ji khoobsurat kathaaye likhte thee, aaj unki kahi kabitaaye,jaise ki julose,aatmaram,prerna, padhi hain.ummid aage bhi raha hai baki aur kabitaaye padhlunga jarur….! thank you.
mai munshiji ka bhakt hoo aur unaki sari kahania padh chuka hu. mere pass kahane ke liye shabd nahi hai ki mai unaki kahaniyo ke bare me kya khoo.unaki kahaniya ek aam insan ki kahani hoti hai,inko padhane ke bad lagata hai yeh hamari kahani hai.mai unake chardo ki dhul pana chahata hoo,isi tamanna ke sath ( manoj pandey)
poos ki raat one ok my feveriot story by munsi premhchand.
this story like a peace of mind and close to heart
I have read some these stories in my school life. Now it is my fortune that it is available in this site. Thanks a lot to the provider. Everybody can read all those stories wirtten by Munshiprem chand. I realy delighted to find these things.
It helps us to understand the life activities and huminity.
mai bhartiya sahityakaro mai sabse jyada shree prem chand ji se prabhawit huaa hu.iss liye mai bhee ab ab kucch kawitaye likhane laga au. aapka dhanyawad.
Indian Shakeaspeare ot Shakespear was the the munshi premchand of england…
munshi prem chand ki kahanio me garebo ki pukar gonw ki pareshani
kisaano ki shangharsh our jamidaro kijyadati ke khilaf aawaj hai
mujhe inaka sahitya bahut pasand hai
I am a regular reader of this blog. Good work, better start stories of Sharat Chand also.
Thanks.
I am just a casual reader of short stories of diffirent writers.but after reading premchand on my mobile through yous praisworthy work i find my phone a thing of value.
Munshi Prem chand Mahan Writer the. Enke jaisa koi dusara writer nahi hai. Enki Kahani Ghar Ghar Ki kahani hai. hamare samaj ki kahani hai
Ramanji.. aapka yeh prayas atyant he sarahneey hai.. bharat varsh mein na jaane kitne he adhed evam bujurg log hindi saahityakaron ki rachnayen dhoondha karte hain.. kahaniyon ko ek saath rakhne ka prayas aise kitne logon ko internet par kahaniyan padhne ka aasan tareeka batlayega jinhe is takneeki ka kam se kam gyan hai.. mujhe yeh bada achha laga dekh kar.. dhanyawad
mujhe mushi premchan ki sabse aachi kahani joh mere dil ko chu gyi woh thi edgrahe
sayad koi sabd he nahi bane h munsi premchand ki prsansa k liye kyonki jitne be prsansa ke jaye wo kewal .1% he hai. unke jesa devrupi upansaskar sayad fir kabi is dharti par janm le unki ek ek racna amar or dil ko andar tak saprash karne wali hai mujhe unki vardan rachna bahut bahut achi lagi danya hai ishe mahapurush.
mai Munshi Prem chand ji ki bahut badi fan hoo. mujhe unki har rachna bahut hi achchi lagati hai.aur bahut hi sarahneey hai unki jitni bhi prashansha ki jaye utni hi kam hai.
thanks.
aapne ye blog bna kar acha kam kiya h . isse jo log khani ke shokin h wo apna shok pura kr payenge.
i m great fan of munsi prem chad .ilike his all stories
Munshi Prem chand Mahan Writer the. Enke jaisa koi dusara writer nahi hai. Enki Kahani Ghar Ghar Ki kahani hai. hamare samaj ki kahani hai.
aapne yeh Kahania web pe daal ke Bahut Baut achha kaam kiya hai. Dhanyavad.
Isme FONT kaun sa itemaal kiya hai, bata deejiye taaki main inhe MS Word me copy kar sakoon.
duniya main ap se badkar koi sahityakar na hua hai, na koi aur hoga.hindi sahitya ko itna bada yogdan dene vale is mahapurush ko mera namaskar.
thanks, apne munshi premchand ki kahaniyon ko web par lakar bahut hi sarahaniya karya kiya hai, aj ki bhagdod bhari life main yeh sambhav nahi ho pata ki aap kitaben ya upanyas padh saken par web par in kahaniyon ko utarkar apne bahut attcha kiya. apka dhanyavad. ek baat aur kahana chahunga ki aap munshi premchand ki kahaniyon ke sath sath unke upanyason ko bhi web par lane ke bare main sochen. dhanyavad.
Thanks,
Apana ye block bnakar bahut ahcaha kam kiya he.
Munshi pramchand ji mara favarite writer he.
mai bhartiya sahityakaro mai sabse jyada shree prem chand ji se prabhawit huaa hu.iss liye mai bhee ab ab kucch kawitaye likhane laga au. aapka dhanyawad.
great man words
great thoughts
Honouable Munshi Prem Chand
He Was A Great Writer.I Can not Explain in the word that how was he great.Another Munshi Prem Chand Can not born in future. When I read his story NAMAK KA DAROGA It,s touch my heart.
I am very greatfull to GOD that he sent him in India. I am very proud that I am Indian
Thanks
AAP MAHAN HAI
thanks, apne munshi premchand ki kahaniyon ko web par lakar bahut hi sarahaniya karya kiya hai, aj ki bhagdod bhari life main yeh sambhav nahi ho pata ki aap kitaben ya upanyas padh saken par web par in kahaniyon ko utarkar apne bahut attcha kiya. apka dhanyavad. ek baat aur kahana chahunga ki aap munshi premchand ki kahaniyon ke sath sath unke upanyason ko bhi web par lane ke bare main sochen. dhanyavad.
Aapne jo kiya wah karya bda hi prasansneey hai .aapne hindi bhasha or sahitya premiyo ke hit me karya kiya hai .dhanyabad